Free Software
Premium Accounts Islamic Videos
Certification
Showing posts with label Alhaaj. Show all posts
Showing posts with label Alhaaj. Show all posts

Wednesday, 18 July 2012

Yousuf Memon at Manchester Mehfil-e-Naat 2011 (1/3)

1st part to Alhaaj M. Yousuf Memon's performance at the 16th annual Manchester Mehfil-e-Naat (29/01/11)

Alhaaj Yusuf Memon

Alhaaj Yusuf Memon at Gulzaar-e-Habib Mosque, Sheffield 06/03/11. Part 3 End.

yousuf memon(Hamd) { MohsinQadri 03145224359}

Hamd By Alhaaj Yousuf memon

Alhaaj M. Yousuf Memon at Manchester Mehfil-e-Naat 2012 (Part 3/3)

Final part to Alhaaj M. Yousuf Memon's performance at the 17th annual Manchester Mehfil-e-Naat (21/01/2012).

milad un nabi saw in uk 2011.alhaaj yousaf memon. by mukhtar mir

Alhaaj M. Yousuf Memon at Manchester Mehfil-e-Naat 2012 (Part 2/3)

2nd part to Alhaaj M. Yousuf Memon's performance at the 17th annual Manchester Mehfil-e-Naat (21/01/2012).

Bakshish Karam Ataa Hai Sarkar Ki Gali Main - Alhaaj Yusuf Memon

Naat Sharif Recited By Alhaaj Mohammed Yusuf Memon in Bradford 12/3/10

Alhaaj Yusuf Memon - Part 2

Alhaaj Yusuf Memon at Gulzaar-e-Habib Mosque, Sheffield 06/03/11. Part 2.

Umar Bhai's House Mehfil 2011 - Maan Di Shaan - Alhaaj Yusuf Memon & Alhaaj Owais Raza Qadri

Alhaaj M. Yousuf Memon at Manchester Mehfil-e-Naat 2012 (Part 1/3)

1st part to Alhaaj M. Yousuf Memon's performance at the 17th annual Manchester Mehfil-e-Naat (21/01/2012).

Alhaaj Yousaf Memon Part 01 Of 02 At Masjid e Khazra Glasgow 26.09.10

Shan e Sideeq Akbar Mehfil e Naat At Masjid e Khazra Glasgow 26.09.10 Alhaaj Yousaf Memon Part 01 Of 02 At Masjid e Khazra Glasgow 26.09.10 Present To You By Azim Attari "azy347@gmx.com"

Alhaaj Yusuf Memon - Part 1

Alhaaj Yusuf Memon At Gulzaar-e-Habib Mosque, Sheffield 06/03/11. Part 1.

Owais Raza Qadri Imitating Yusuf Memon & Siddiq Ismail (LOL)

QTV Eid Milan Programme- Owais Qadri..MashaALLAH!!

Aqa Ka Milad Aya- Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri P2-2

Studio version MashaALLAH! Written and recited by OWAIS QADRI! AAQA KA MILAD AAYA Kalaam = Obaid Raza (Owais Raza Qadri) Sana Khuwaan = Owais Raza Qadri Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Salla Alaika Ya RasoolAllah Wassallam Alaika Ya HabibAllah Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah Charoon Taraf Noor Chahya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyon Ka Pegham Laya Aaqa Ka Milad Aaya Shams-O-Qamar Aur Taaray Kyun Na Ho Khush Aaj Saaray Unse Hee Tou Noor Paaya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyan Manatay Hain Wohi Dhoomein Machatay Hain Wohi Jinn Per Hua Unka Saaya Aaqa Ka Milad Aaya Hai Shaad Har Ek Musalmaan Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan Galiyun Ko Bhi Jagmagaya Aaqa Ka Milad Aaya Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhe Noori Bashar Jaanay Jou Unhe Na'ara Ussi Ne Lagaya Aaqa Ka Milad Aaya Jou Aaj Mehfil Mein Aaye Mun Ki Muradein Woh Paaye Sab Par Karam Ho Khudaya Aaqa Ka Milad Aaya Ghous Ul Wara Aur Data Ne Mere Raza Aur Khuwaja Ne Sab Ne Hee Din Ye Manaya Aaqa Ka Milad Aaya Na'at-e-Nabi Tum Sunao Ishq-e-Nabi Ko Barhao Hum Ko Raza Ne Sikhaya Aaqa Ka Milad Aaya Jiss Ko Shajar Jaantay Hain Kehna Hajar Maantay Hain Aisa Nabi Hum Ne Paaya Aaqa Ka Milad Aaya Dil Jagmaganay Lagay Hain Sab Muskaranay Lagay Hain Ik Kaif Sa Aaj Chahya Aaqa Ka Milad Aaya Kar Ae Ubaid Unki Midhat Tujh Per Khuda Ki Ho Rehmat Tu Ne Muqqadar Ye Paaya Aaqa Ka Milad Aaya

Aqa Ka Milad Aya- Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri P1-2

MashaALLAH! Written and recited by OWAIS QADRI! AAQA KA MILAD AAYA Kalaam = Obaid Raza (Owais Raza Qadri) Sana Khuwaan = Owais Raza Qadri Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Salla Alaika Ya RasoolAllah Wassallam Alaika Ya HabibAllah Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah Charoon Taraf Noor Chahya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyon Ka Pegham Laya Aaqa Ka Milad Aaya Shams-O-Qamar Aur Taaray Kyun Na Ho Khush Aaj Saaray Unse Hee Tou Noor Paaya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyan Manatay Hain Wohi Dhoomein Machatay Hain Wohi Jinn Per Hua Unka Saaya Aaqa Ka Milad Aaya Hai Shaad Har Ek Musalmaan Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan Galiyun Ko Bhi Jagmagaya Aaqa Ka Milad Aaya Mukhtar-e-Kul Maanay Jou Unhe Noori Bashar Jaanay Jou Unhe Na'ara Ussi Ne Lagaya Aaqa Ka Milad Aaya Jou Aaj Mehfil Mein Aaye Mun Ki Muradein Woh Paaye Sab Par Karam Ho Khudaya Aaqa Ka Milad Aaya Ghous Ul Wara Aur Data Ne Mere Raza Aur Khuwaja Ne Sab Ne Hee Din Ye Manaya Aaqa Ka Milad Aaya Na'at-e-Nabi Tum Sunao Ishq-e-Nabi Ko Barhao Hum Ko Raza Ne Sikhaya Aaqa Ka Milad Aaya Jiss Ko Shajar Jaantay Hain Kehna Hajar Maantay Hain Aisa Nabi Hum Ne Paaya Aaqa Ka Milad Aaya Dil Jagmaganay Lagay Hain Sab Muskaranay Lagay Hain Ik Kaif Sa Aaj Chahya Aaqa Ka Milad Aaya Kar Ae Ubaid Unki Midhat Tujh Per Khuda Ki Ho Rehmat Tu Ne Muqqadar Ye Paaya Aaqa Ka Milad Aaya

Noor Wala Aya Hai- Owais Qadri in Rochdale 2008 P5-5

Owais Raza Qadri in Rochdale on Friday 14th March 2008

Hum Ko Bulana Ya RasoolAllah - Owais Qadri (Studio Version)

Hum Ko Bulana..by Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri HUM KO BULANA YA RASOOLALLAH Kalaam = Nisar Ali Ujagar Sana Khuwaan = Owais Raza Qadri Kabhi Tou Sabz Gumbad Ka Ujaala Hum Bhi Dekheingay Humein Bulwayeingay Aaqa Madina Hum Bhi Dekheingay Dharak Uthay Ga Dil Ya Dharakna Bhool Jayega Dil-e-Bismil Ka Uss Dar Per Tamasha Hum Bhi Dekheingay Adab Se Haath Baandhay Unke Rozay Par Kharay Hoongay Sonehri Jaliyun Ka Youn Nazara Hum Bhi Dekheingay Barasti Gumbad-e-Khizra Se Takrati Hui Bundhein Wahan Par Shan Se Baarish Barasna Hum Bhi Dekheingay Dar-e-Daulat Se Lautaya Nahin Jaata Koi Khaali Wahan Khairat Ka Batna Khudaya Hum Bhi Dekheingay Guzaray Raat Din Apne Issi Umeed Per Hum Ne Kissi Din Tou Jamal-e-Ruay Zeba Hum Bhi Dekheingay Dum-e-Rukhsat Qadam Mun Bharke Hain Mehsoos Karte Hain Kisse Hai Jaake Laut Aanay Ka Yaara Hum Bhi Dekheingay Pohonch Jayeingay Jiss Din Ae Ujaagar Unke Qadmon Mein Kisse Kehte Hain Jannat Ka Nazara Hum Bhi Dekheingay

Bulalo Phir Mujhe- Owais Qadri- Old is Gold Version

ByAlHaaj Muhammad Owais Raza Qadri Bulalo Phir Mujhey Eh Shah E Behrobar Madine Mein Main Pir Rota Hua Aaoun Tere Dar Par Madine Mein Main Pohnchoon Kooey Jaana Mein Gareeban Chaak Seena Chaak Gira De Kaash Mujhko Shauk Tarpa Kar Madiney Mein Madiney Jaaney Walo Jao Jao Fee Amaanillah Kabhi Tho Upna Bhi Lag Jayega Bistar Madiney Mein Salaam E Shauk Kehna Haajion Mera Bhi Ro Ro Kar Tumhey Aaye Nazar Jab Roza E Anwar Madiney Mein Payam E Shauk Lete Jao Mera Qaafilay Walo Suna Na Daastan E Gham Meri Ro Kar Madiney Mein Mera Gham Bhi to Dekho Main Para Hoon Door Teba Se Sukoon Paayega Mera Bas Dile Muztar Madiney Mein Wahan Ik Saas Miljaye Yehi Hai Zeest Ka Haasil Vo Kismet Ka Dhani Hao Jo Gaya Dam Bhar Madiney Mein Na Daulat De Na Sarwat De Mujhe Bas Yeh Sa'aadat De Tere Kadmon Mein Marjoun Main Ro Ro Kar Madiney Mein Chalo Chaukat Pe Unki Rak Ke Sar Quran Ho Jaye Hayat E Jaan Vidaani Paayengey Mar Kar Madiney Mein Paaye Taqleev Sunnat Tu Jahan Rakhey Magar Eh Kaash Main Khwabon Mein Pohnchta Hi Rahoon Aksar Madiney Mein Main Yaadon Mein Pohnchta Hi Rahoon Aksar Madiney Mein Tassawur Mein Pohnchta Hi Rahoon Aksar Madiney Mein Madina Iss Liye Attar Jaano Dil Se Hai Pyara Ke Rehtey Hai Mere Aaqa Mere Dilbar Madiney Mein Bulao Phir Mujhey Eh Shahe Behrobar Madiney Mein Main Phir Rota Hua Aao Tere Dar Par Madiney Mein

Alhaaj Hafiz Muhammad Tahir Qadri Attari on Madani Channel giving his views

Alhaaj Hafiz Muhammad Tahir Qadri Attari on Madani Channel giving his views